Annual 26 Jan Reminder

"Jinhe naaz hai hind par vo kahan the
Jinhe naaz hai vo kahan hain,"

@shergillrab made the National anthem we need but don't deserve. Here it is:

I'm putting the lyrics in a thread under because they need to be, should be seen. :) Please do read.
"Mera naam Bilqis Yakub Rasool
Mujhse hui bas ek hi bhool
Ki jab dhhundhhte thhe vo Ram ko
To maen kharhi thhi rah mein

Pehle ek ne puchha na mujhe kuchh pata tha Dujey ko bhi mera yehi javab thha
Fir itno ne puchha ki mera ab saval hai ki
Jinhe naaz hai hind par vo kahan the"
"Mera naam shriman Satyendra Dubey
Jo kehna thha vo keh chukey
Ab parhey hain rah mein
Dil mein liye ik goli

Bas itna kasur ki hamne likha thha
Vo sach jo har kisi ki zuban thha
Par sach yahan ho jatey hain zahriley"
Mujhe kehte hain anna Manjunath
Maine dekhi bhatakti ek laash
Zamir ki beech sarhak Lakhimpur Kherhi

Adarsh phasan jahan naaron mein
Aur chor bharey darbaron mein
Vahan maut akhlaq ki hai ik khabar baasi
Mazha nau aahe Navleen Kumar
19 June 19 var
19 19 19 19 19 vaar

Unnees unnees unnees unnees
Unnees unnees unnees unnees
Unnees unnees unnees unnees
Unnees vaar
Looto dehaat kholo bazaar
Nallasopara aur Virar
Chheeno zameen hamse hamein
Bhejo pataal
You can follow @joeypathak.
Tip: mention @twtextapp on a Twitter thread with the keyword “unroll” to get a link to it.

Latest Threads Unrolled:

By continuing to use the site, you are consenting to the use of cookies as explained in our Cookie Policy to improve your experience.