1979 - Chaudhary Charan Singh is the prime minister. He is presiding over the parliamentary board of the party to finalise party tickets for the Lok Sabha elections. It is all going fine until this one seat is taken up. There is a sitting MP. /1
Suddenly, Chaudhary Sab flares up.
Chaudhary Sab : Nahin doonga. Bilkul nahin doonga. Arre, iski patni mujhe mili thi. Usne bataya iske bare mein. Arre, bilkul charitraheen hai.
If a man is not loyal to his wife, how can he be loyal to the country ? /2

Raj Narain : Unka vyaktigat mamla hai.....
C.S. : Rajneetik aadami ka kuchh vyaktigat nahin hota. Arre, paise vaise ki baat to sun loon. Magar charitra ka kya karoon ?
Apne jeevan mein mujhe ek aadami imaandar nahin mila. Sab charitraheen. (Chaudhary Sab is in tears.)/3

There is silence all around.
CS : Iski patni ko ladwa dete hain !
RN : Sirf wo hi jeet sakte hain......
CS : To haar jayo. Charitra ki andekhi nahin karoonga. Kabhi nahin.
RN : Ji ise pending rakh lete hain.
The meeting is adjourned. /4

After many days of persuasion, Chaudhary Sab agrees.
CS : Raj Narain, use kaho charitra mein sudhar kare. Uski patni
Aayi thi. Boli, ticket mat katiye. Isliye de raha hun.
RN : Ji nishchit./5

You want more stories ?