Choose any five exercises which you can do and do as many reps you can do.
Do not think about diet for 2-3 months. You need to put your body in an active mode.
Khane pine ka baad me dekhna. Sardiyan hai. Halwa bhi jruri hota hai.

Body fat bura nahi hai. Tumko tumhare trainer jaisa nahi dikhna hai.
Trainers ki to khud ki ek minute me 200-250 rassi kudne me hamstrings bahar aa jati hai.
Agar 5-10 kms chal sakte ho. Thoda sa daudne me saans na fulti ho aur 4-5 maale ki building chadh sakte ho to fit ho.

Agar ye sab karne me saans upar niche ho rha hai to bhai fir mehnat karo apne sharir par, apne hisab se.
Trainer jaisa nahi dikhna hai. Aur ye journey 2 mahine ki bhi nahi hai. Tumko akhri saans tak fit rahna hai. To dhire dhire roj mehnat karo.

Khana pina seasonal rakho.
Yahan na Broccoli aati hai aur na lettuce. Gobhi, matar se kaam chalana hi padega.
Dudh pio, chawayanprash khao, giloi juice ka sewan karo aur taza khao. Possible ho to ghar ka cooked.

Gree tea pina hai to pio, garam pani bhi thik hai, nimbu dalna hai to wo bhi sahi hai.
Dhire dhire tumhare sharir me jo suit karta hai wo consume karo. Coffee, chai vgerah bhi dekh lo.
Jruri hai sahi time par khana aur sona. Bas uska dhyan rakho exercise ke sath.