Kolkata ke ex DG Golak Bihari Majumdar ke Keetab main unhone likha hain,"11/12 baje unhone fir se attack Kiya,Dekha ki bohot saare log ek saath age badh rahe the ,Unke haath main talwar, wo bol rahe the,"Aaj to ek ek Hindu ko kurbaan karenge"(1/n)
Sabse jyada dar Mujhe Didi ko leke,Hindu ladkiyo pe unki lalach Humesa se hain.Unhone or bhi kaha ki gai jo jaise kaat ke ladka kar rakhte hain, haath pair kat ke Hindu ladkiyo ko bhi wase hi latkaya gaya hain.."
Baat ho rahi hain 16Aug 1946 matlab, "Direct Action Day ki"(2/n)
Pakistan ki demand main 28 April Bombay se Jinnah ne ghoshna ki thi ki 16 August pure India main direct action day mana jayega.Uss samay Bengal main muslim majority or hindu minority.Isiliye chunab main Muslim league ne jeet hasil ki.Or CM bane Sohrawardi.(3/n)
Isiliye Ghoshna ke saath saath Bengal main league ke members bohot zald hi apne kam main lag gaye the,5 August Sohrawardi ne"The Statement"main likha ki"Hingsa or khoon apradh nahi hain agar iske piche nek karan ho to,Aaj Muslimo ke liye pakistan hasil karne se bada kuchh nahi"
Talwar leke Jinnah ki ek tasveer ki liflet baant rahe the Kolkata ke mayor Sayad Osman Khan. League Neta Khaza Najimuddin ne Muslimo se kaha ki yeh Direct action day ki suruyat hogi Ramzan ke mahine se(5/n)
Sab ko pata hain Ramzan ka mahina wo waqt hain jab Nabi Muhammad ne bidharmio ko hara ke Macca dakhal kiya tha.Isiliye league ki chahat Kiya hain wo ashani se samjh a raha tha. Yeh koi mamuli war nhi tha yeh tha Jihad,Kafir Hinduo ke khilaf Muslimo ka dharmyudh.(6/n)
16 August Muslim league ne Bangla Bandh ki demand rakhi jisse swikar Kiya Governor Fredrick Burrows ne.Shayama Prasad Mukherjee or Hindu Mahasabha ne iska virodh kiya.Paar Bandh ko tala na ja saka.(7/n)
Itne dino main Bengal ke saare police headquarters main 24 main 22 headquarters main hinduo ko hatake Muslimo ko baithaya gaya.Taki Hinduo ko koi madat na mile. Muslim National Guard ke Members 16 tarikh ko subah Muslim Institute main ekjut hone ka adesh diya gaya.(8/n)
Islamic Keetab "Muslim Shareef" ke 745 No. Hadish main likha gaya hain jab bhi Nabi Kahi paar attack karte the to wk din main karte the. Or sach main uss din sab se pahla attack Subah ki roshni uthne ke saath saath hua Maniktala Bridge main.Ek massom Goyale paar.(9/n)
Din badhne ke saath saath Kolkata ki kahi jagah pe attack hone ki kharab ayi. 8:25 main Teritibazar,8:30 Lower Chitpur Cinema,9:00 Sealdah,9:05 Word's Institution Street,9:12 Ripon Street, Mallick Bazar, Wellesley Street,9:30 Barotala Thana,10:10 Yogipara lane,(10/n)
10:30 Harrison Street.11:08 main Kamala Bastralaya pe aag lagayi gayi,11:50 main khabar ayi ki ek bada jhoondh Boubazar ke raste se age badh rahi hain,1:30 Sasthitala main muslim attack ki khabar ane lagi.Uss samay Maidan main Monument ke neeche Muslim league ki meeting thi(11/n)
League ne Muslims ko kaha tha ki uss din Khoon Rape aor Loot karne pe koi rokh nahi ahin,Sarkar khood unhe protection degi. Dopaher khatam hote hote ek ek Hindu institutions or dukan cinema hall le attack hone lage.
4:05 baje light house city cinema ko toda gaya(12/n)
4:42 main Kamalalaya Store pe loot-paat ki gayi,5:10 main Chandni Chowk ko loot Kiya gaya,Ek ek karke Mirzapur Road,Upper Sarcular road se Dange me khabar ane lage,Raat main bhi nahi ruka yeh narsanhar.3 din tak Naraye Takhveer,Allah Hu Akbar, Larke lenge Pakistan ke naare lage
Dange ki aag main jaalne rahe Hindu or unka sab kuchh paar 3 din baad 19 tarikh ko achanak pasha palat gaya. Fir Kiya hua wo to uss din hi bataungi.🙂🙃 Tab tak ke liye itna hi bolungi, "We Will Never forget, We will never forgive"
You can follow @Nimboo_Namak.
Tip: mention @twtextapp on a Twitter thread with the keyword “unroll” to get a link to it.

Latest Threads Unrolled:

By continuing to use the site, you are consenting to the use of cookies as explained in our Cookie Policy to improve your experience.