A thread To those who say that our religious and Sanatan texts are orthodox .
do read and try to understand.
and if i miss out any point please tell me in comment section.
1 SATI PRACTISE : agar dharm me sati practise sahi hoti to veer Abhimanyu ki mrityu ke baad Uttara ji jo ki unki wife thi kyu sati ni hui??
raavan ki mrityu ke baad mandodari sati kyu nahi hui??
2 RE-MARRIAGE : jo bolte hai ki sanatan dharm me women ko remarriage ka haq ni hota to bhagwan SHRI RAM ne khud mandodari ka vivaah vibhisan se karwaya tha.
haa ab iss baat pr gussa ha ki extra maritial affair kyu allowed nahi to tumhari soch gandi hai.
ye morally galat hai.
3 CHILD MARRIAGE: draupadi ji khud 25 ki hi thi jab wo agni se utpann hui thi.
rukmini ji was more than 17 when she got married ti SHRI KRISHNA.
at that time 16 was average age for girls to get married and for that era it is quite fair age to get married.
4 CASTE SYSTEM: SHRI RAM ke dost ek BHEEL the and wo GURUKUL ME padhe the.
so koi bhi education le sakta tha and BHEEL RAJ was considered as kshatriya because he was king and he practice Kshatriya religion.
VYAS rishi was born to a fisherwomen.
5 UNTOUCHABILITY : prabhu SHRI RAM ne sabri ke haath se ber khaaye the.
isse jyada btane ki jarurat ni h.
jo bolenge ki baki sab to sabri ko bhaga diye the to unko bta du mera sanatan dharm PRABHU ke batye marg pr hai na ki kisi mithya ka dharma h wo.
6 LGBTQ COMMUNITY : SHRIKHANDI was one of these communities and yet SHRI KRISHNA respected him as well as everyone do.
he was the reason why GANGA PUTRA DIED .
so no disrespect to these communities.
7 WILL MARRIAGE : sabhi ko apni iccha / will ke anusaar shadi karne ka haq tha kyunki rukmini ji ne SHRI KRISHNA se apni marzi se shaadi ki thi.
YAGNASENI married by her own will.
YAGNASENI/DRAUPADI is even considered as most sacred women in our DHARMA.
8 GENDER EQUALITY : according to SANATAN DHARM , ye universe PURUSH OR PRAKRUTI ke milan se bana h.
dono ek dusre ki bina adhoore hai.
both are equally important.
9 WOMEN EMPOWERMENT : ye proof karne ki jarurat nahi hai.
har dev ke pehle unki patni ka naam aata hai.
Mahadev to khud MAA KAALI ke pair ke neeche khushi khushi aa gye the.
10 RESPECT WOMAN : MAHABHARAT and RAMAYAN me ek baat common thi ,
har baar woman ki disrespect kr yuddh hua tha.
samajhdaar ho smjh jaoge.
JAI SHREE RAM
You can follow @Lavanyasoni7.
Tip: mention @twtextapp on a Twitter thread with the keyword “unroll” to get a link to it.

Latest Threads Unrolled:

By continuing to use the site, you are consenting to the use of cookies as explained in our Cookie Policy to improve your experience.